Kehte hain sapne wahi dekhte hain jinme unhen pura karne ki himmat hoti hai. Aisa hi kuch Shruti ke saath hua.
Shruti ki kahaani hum sabhi ke liye ek example hai.
Shruti Delhi ke ek well-to-do family se belong karti hain. Lekin, unka bachpan se sapna tha padh likhakr ek stable job lena aur khud ko independent banana.
“Lekin ye baatein sunne aur sochne mein jitni asaan lagti hain utni hoti nahi hain. Inhen pura karne ke liye humein khud ko bahut strong banane ki zarurat hoti hai.” – Shruti
Shruti ne Delhi se hi apni education complete ki aur uske baad job dhundhne me lag gayi. Lekin, har baar unka resume reject ho jaa raha tha. Skills hone ke baad bhi Job nahi milna kisi ke liye bhi depressing ho sakta hai.
Lekin,Iska kya solution hai? Skills se kaise milegi job?
“Ek din maine Facebook par JRT ka ad dekha. Aur us ad ne mujhe bahut inspire kiya ki mere jaise bahut se logon ke liye ye best solution hai. Maine turant hi JRT ke liye register kar diya.”
Shruti ne register karne ke baad Mock JRT se exam ki preparation ki aur JRT diya. Jisme unhone bahut achha perform kiya aur unke skills ke basis par 4 companies mein directly Interview dene ka mauka mila.
Abhi Shruti ek bahut hi well known company mein 2.75 Lakh ki naukri kar rahi hain.
Hum sabhi mein skills hote hain, bas zarurat hoti hai unhen pehchanne ki. JRT dega hune wo mauka jisse humein milegi humari dream job. Agar hume bhi humari dream job paani hai to JRT ke liye turant hi REGISTER karna chahiye aur 4 July ko hone wale JRT ko attempt karna chahiye.
I am also a JRT rank holder AIR 11 still not got any job assistance . Only bonus and lido company called for sales offer , which we can even get without any JRT exam. And when I demanded for data entry or quality control type job they stopped responding 🙂